Rozy ki halat me wo kam jin sy roza makrooh hota h.
1.Bila Uzar kisi chez ka mu m chibana sy roza makrooh ho jata h. Agar kisi aurat ka shohar Bad Mizaj ho ar usko salan m namak kam ya zda hny ka khadsha ho to aesi surat m roza makrooh nh hota.
2. Rozy ki halat me mu m koila ya koi ar manjan malna, ya toothpaste krna
3. Aurak ka is trah lipstick lgana k usky pait m jany ka khatra ho
4. Biwi sy Dil lagi krna b makrooh h, rozy ki halat m
5. Roza m har aesa kam krna makrooh h jis sy is qadar kamzori ka andesha ho k roza torna pary ga.
6. Kuli krny ar Nak m pani Charhany m zyadti krna.
7. Sahari me zada takheer krna k waqt me shak paeda ho jaye.
8. Nahany ki hajat ho jany par Janbujh kr Ghusal m takheer krna.
9. Ghabrahat ar Beqarari zahir krna
10. Muh me thook jama kr k nigalna
11. Rozy ki halat me kisi bi qisam ka gunah nh krna chahy